Sawan Aaya Hai Lyrics - Creature 3D | Arijit Singh
Sawan Aaya Hai Lyrics from Creature 3D:An another beautiful melodious romantic song sung by Arijit Singh while Mohabbat Barsa Dena Tu is composed & written by talented Tony Kakkar.
Official Sawan Aaya Hai Video
Singer: Arijit Singh Music: Tony Kakkar
Lyrics: Tony Kakkar
Star Cast: Bipasha Basu, Imran Abbas Naqvi
Music Label: T-Series
Sawan Aaya Hai Lyrics
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na Kyun har subah tu meri sanson me samaye na Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein Kaise bataaun jazbaat ye mere Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai Bheege bheege tere lab, mujhko kuch kehte hain Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
Kitna haseen ye lamha hai
Kismat se maine churaaya hai
Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
No comments:
Post a Comment